*this is written in hindi english mix as i was planning to post it on FB
Kindly visualize the story to get the feel
Ek middle class family ki subah ka sceen (dadaji aram kursi pe bethe paper padh rahe hein, wife parathe bana rahi he aur husband tayyar ho raha hai. Husband ka mobile bajta hai (husband ki mnc me job karta hai). Wo late hota rehta he to speaker pe dal deta he aur tie theek karne lagta hai. Udhar door bell bajti he wife darwaja kholti hai. Dekhti hai ki raddi wala hota hai. Usko gate pe hi rukne ka bol ke wo raddi (newspapers, purani magazines etc) lene chali jatai hai.
Uske client ka phone hota he, husband jaldi jaldi me ghar se nikal rha hota hai par jaese hi pata padta hai ki US se client ka call hai wo saham jata hai aur wahin gate ke pass rakhe sofe pe baith jata hai. Idhar pass hi me uski wife raddi wale ko raddi tulwati rehti he. Client husband se poochta hai..”tell me what do u think will be impact of recent japan catastrophy on India”. Husband ke tote udd jate hein. Wo stammer karne lagta hai. Client ko kuch samajh nahi ata. Wo hello hello bolta hai. Itne me neeche raddi wala (aged person) farrate daar angrezi me US client ka jawab deta hai “falana falana dheemka dheemka” US client ko lagta hai husband ne hi jawab diya, client bolta he “good ,I am glad that we are doing business with you” aur phone rakh deta hai.
Ghar me bethe sab logon ke hosh udd jate hein- husband bar bar phone ko aur raddi wale ko dekhta hai, wife husband ko aur raddiwale ko dekhti he aur dadaji apni kan ki machine and raddi wale ko dekhte hein. Fir husband raddi wale se muah aur hath ke ishare se poochta he “ ki kaese”. To raadi wala conscious ho jata he aur ishara karta he neeche taraju me rakhi purani “business magazine” magazine ki taraf.
Break in story and focus on magazine ( business magazine ki tag line and some line solid awazz wala insaan bolta hai)
Back to sceen //adami sari raddhi wapas utha leta hai, aur phone pe kisi kisi ko usme se kuch kuch padh ke sunane lagta hai. Raddhi wale to raddhi nahi milti to wo gali deta hua wahan se nikal jata hai.
so what say??? hows the ad?

nice ad..right way of advertising & creative idea..
ReplyDeleteway way better than wat I asked u to imagine ;)
ReplyDeleteGood one ......:)
ReplyDelete@Prateek thanks
ReplyDelete@Gajendra spark to tumne hi diya tha :)